Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJi Chahta Hai (1964)
HomeJi Chahta Hai (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara mujhe tum mile zindagi mil gayi hai mujhe tum mile zindagi mil gayi hai ae jaane gulistaan ae meri jaane jaana ae meri jaane jaana tere pyaar se roshni mil gayi hai tere pyaar se roshni mil gayi hai ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara mujhi se ye ulfat bata kyun chhupai bata kyun chhupai sada se hoon teri nahin hoon paraai nahin hoon paraai teri aarzoo ne ye himmat badhai dabi baat dil ki zubaan pe jo aayi dabi baat dil ki zubaan pe jo aayi ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara mere bhole kaatil tujhe kya khabar hai tujhe kya khabar hai meri manzilon ka tu hi humsafar hai tu hi humsafar hai lagi aag donon dilon mein suhaani teri jo kahaani wo meri kahaani teri jo kahaani wo meri kahaani ae jaane gulistaan ae meri jaane jaana ae meri jaane jaana main ho jaaun sadke ye jee chahta hai ye jee chahta hai karoon tujhko sajde ye jee chahta hai ye jee
hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona iss dil ko tasalli de lena ghabraaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko ek khaab sa dekha tha humne ek khaab sa dekha tha humne jab aankh khuli to toot gaya jab aankh khuli to toot gaya ye pyaar tumhein sapna bankar tadpaaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko jeevan ke safar mein tanhaai jeevan ke safar mein tanhaai mujh ko to na zinda chhodegi mujh ko to na zinda chhodegi marne ki khabar ae jaanejigar mil jaaye kabhi to mat rona hum chhod chale hain mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona iss dil ko tasalli de lena ghabraaye kabhi to mat rona
humne dekha hai tumhen humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa lagta hai ke humdam mera waapas aaya mere jeevan pe muhaabat ka nasha sa chhaaya dil mein chalne laga phir husn ka roshan saaya humne dekha hai tumhen jaane kyun dil mera kadmon pe jhuke jaata hai koi bichhda hua saathi mujhe yaad aata hai ye milan pyaar bhara kisliye tadpaata hai humne dekha hai tumhen aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai jaise toofanon se baaraat nikal aayi hai dil mein rehti thi wo hi baat nikal aayi hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen
oooooo hooo ooo aaaoooo meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye hum kahaan kahaan se guzar gaye mere dil se aayi teri sada hum jahaan jahaan se guzar gaye hum jahaan jahaan se guzar gaye meri zindagi mere dil ne dhundha jagah jagah ki pata tumhaara nahin chala phire hum bhi teri talaash mein gul e aarzu toh nahin khila jahaan aaftaab na ja sake jahaan aaftaab na ja sake hum wahaan wahaan se guzar gaye meri zindagi tu hazaar pardon mein ho kahin tujhe pa ke maanenge ek din tu kahin rahe tu kahin chhupe tujhe la ke maanenge ek din humein maut ka koyi dar nahin humein maut ka koyi dar nahin tere aastaan se guzar gaye meri zindagi mere dil se nikla hai geet jo tu sune toh phir koyi baat hai tu jhalak dikha tu nazar toh aa tu jhalak dikha tu nazar toh aa meri har duwa tere saath hai tujhe dekh len isi shauk mein tujhe dekh len isi shauk mein ghum e do jahaan se guzar gaye meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye meri zindagi
yaanka rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam yaanka gori chali hai pee ke nagar dil pe liye chaahat ka asar gori chali hai pee ke nagar dil pe liye chaahat ka asar maang bharenge chaand sitaare honge sadke mast nazaare kaun hai iska balam rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam yaanka moti lutaaye udi ghata nagmen sunaayen thandi hawaa moti lutaaye udi ghata nagmen sunaayen thandi hawaa mere sang meri manzil main hoon toofan wo saahil gaaye mere kadam rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam yaanka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Jaane Tamanna Jaane Bahara Ji Chahta Hai (1964) 05:27 38268
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajshree, Joy Mukherjee
Duration : 05:27   Song Number : 38268   

Hum Chhod Chale Hain Mehfil Ko Ji Chahta Hai (1964) 04:18 13435
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shayama, Raj Shri, Rajendra Nath
Duration : 04:18   Song Number : 13435   

Humne Dekha Hai Ji Chahta Hai (1964) 03:29 13436
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:29   Song Number : 13436   

Meri Zindagi Tere Pyaar Mein Ji Chahta Hai (1964) 05:18 17183
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shyama, Rajendra Nath
Duration : 05:18   Song Number : 17183   

Rang Rangilaa Mausam Le ke Ji Chahta Hai (1964) 03:39 16257
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:39   Song Number : 16257